shayari
Posted by Dhillon on June 16, 2008
Palbahr mein tut jaye who kassam nahi,
Dosti mein bhool ho jaye who hum nahi,
Tum befwafa bano is baat mein dum nahi,
Kyuki hamari wafa bhi kuch kam nahi,
Main dewaana hunt ere nam ka,
Is baat se inkar nahi ,
Kaise kahe k hame aapse pyar nahi ,
Kuch to kasoor hai aapki nazar ka ,
Hum akele gunhegar nahi
Aankhon ki zubhan wo samajh nahi pate,
Hoth magar kuch keha nahi pate ,
Aoni bebesi kis tarah kahe,
Koi hai jiske bina hum reh nahi pate.
Tapat sooraj main hoti hai,
Tadapna sabko padta hai,
Kasoor aankon ka hota hai,
Tadapna dil ko padta hai
Tum mujhe bhul na Paige,
Is kadar hum yaad aaye gaye
Yakheen na aaye to aaine me dekhna
Teri aankon me hun nazar aaye gaye
Zikar hua jab khuda ki reeehmaton ka,
Hamne khud ko Kush nasseb paya ……..
Tamana thi ek pyare se dost ki,
Khuda kud dost banker chala aaya………
Mehfil na hoti, nazar na hote,
Yun chand ke peul mein sitare na hote
Hun isliye karte hai aapki parvah
Kyuki dil ke karib sare nahi hote
Waqt guzarta raha per sanse thami si thi
Muskra rahe the hum par aanko mein nami si thi
Sath hamare ye jahan th asara
Par na jane kyon kisi ki kami is thi
Duniya jise neend kehti hai
Janne who kya cheez hoti hai
Aanke to hun bhi band karte hain
Par who unse milne ki tarkeeb hoti hai
Tum sa koi dusra zameen par hua
Toh rabb se shikayat hogi…………..
Ek toh jhella nahi jaata
Doosra aa gaya to kya halat hogi
Bekudi ki zindgi hum jiya nahi karte
Yun kissika jam hum piya nahi karte
Unse kehdo mohabbat ka izhaar aakher khud karein
Yun kissika peecha hum nahi karte
Ek shabd me kya tariff karu aapki
Aap shabdoo me kaha sama paoge
Bas inta jaan lo ke jab vi baat chalegi dosti ki
Meri aankho me aap hi nazar aaoge
Aapko lagta hai ke hume aapko bhula rakha hai
Aap nahi janta dil mein kahi chupa rakha hai
Dekh na le in aanlo me aapko koi
Isliye palko ko bhi chupa rakha hai
Is dil say tere yaad bhulai nahi jati
Yeh pyar ki daulat hai lutai nahi jati
Is dil say kesay tumhain bhulaoun main
Har roz toh yeh duniya basai nahi jati
Nazar to mila sake
Per zaban ko hila na sake
Laakh chaha humme
Phir bhi tum ko bhula na sake
Ishq ne insaan ko kya se kya bana diya
Kissi ko kavi to kisiko ko fangal bana diya
Do fulo ka boj na uthane valli mumtaj
Ki yaad main saja ne Tej Mahek bana diya
Har nazar ko ek nazar se ki talash hai
Har dil mein chupa ek ehsaas hai
Aap se pyar Llull nahi kia hum ne
Kya kare hamari pasand hi kuch khaas hai.
Love is not something that happens on first sight
It’s happen when you start knowing each other
And it turn ending up needing each other
For every feeling for every thought and for every moment.
Agar jindagi mein judai na hoti
Toh kabhhi kisi yaad aati na hoti
Sath gujara hota har lama
Toh shayad risto mein itani gahrai nah hoti
Barish ka paani ko aapne haaton mein samet lo
jitna aap samet paaye uthna aap humein chate hai
aur jitna na samet paye uthna hum aap ko chahte hai
dil ki nazuk dhadkano ko
marne sanam tume dhadkano sikha diya
jab si mila hai tera pyar dilko
gham main bhi muskurana sikha diya
na to yaad rakhte hai
na hi sapno ko saath rakhte hai
hum to buss unko yaad rakhte haii
jo humein dil ke pass rakhte hai
aakhen khalu to cherhra tumhara ho
band karu to sapna tumhara ho
maar bhi jau to koi gam nahi
agar kafen ke badle achal tumhara ho

